Hello everyone ... Mujhe ek bat share Karni hai Mere conceive krne me problem hori thi to mujhe Dr ne iui suggest Kiya.... mere 3 iui huve pr ek bhi success nhi huaAb Dr mujhe IVF ke Liye khre h Kya IVF krane se phle kuch precautions lene pdte h or ye SB treatment me Kitna time LG jata h please jisne IVF kraya or unka success bhi ho gya mujhe bta do ki Kya Kya treatment hote h me Sach me bht jyada presan hu husband ke samne to khus rhne ka dikhawa krna pdta h qki agr ne dukhi houngi to vo bhi dukhi ho jayenge ......or hum apne ye treatment ke bare me kisiko bhi nhi btane vale h family me qki abhi me or mere husband itne tension me h pr family se koi bhi support nhi krta please mujhe bta do koi,
Getting Pregnant
5 years ago
Asked when trying to conceive
Q: Hello everyone ... Mujhe ek bat share Karni hai Mere conceive krne me problem hori thi to mujhe Dr ne iui suggest Kiya.... mere 3 iui huve pr ek bhi success nhi huaAb Dr mujhe IVF ke Liye khre h Kya IVF krane se phle kuch precautions lene pdte h or ye SB treatment me Kitna time LG jata h please jisne IVF kraya or unka success bhi ho gya mujhe bta do ki Kya Kya treatment hote h me Sach me bht jyada presan hu husband ke samne to khus rhne ka dikhawa krna pdta h qki agr ne dukhi houngi to vo bhi dukhi ho jayenge ......or hum apne ye treatment ke bare me kisiko bhi nhi btane vale h family me qki abhi me or mere husband itne tension me h pr family se koi bhi support nhi krta please mujhe bta do koi,
153Answer
Share
Most Helpful
D
Mother of 4 Years Old Baby
41 followers. Follow
A: Jisne bhi IVF karvaya hai please reply kijiye... See more