Maire bete ki mitti khane ki adat hai koi davai batao mam
Parenting
7 years ago
Asked when Mother of 1 Year Old Baby
Q: Maire bete ki mitti khane ki adat hai koi davai batao mam
33Answer
Share
Expert Recommendation
Dr. Madhavi Gupta
Bachelor of Ayurvedic Medical Science (B.A.M.S)
A: Hello dear,
Aksar bachche mitti khoon ki kami ki wajah se khaate hain. Bachon ko dooh ke sath sabhi nutrients dene ka try Karen. Unhe wheat,rice, daalein, fal, aur sabziyaan bhi alag alag form mein khilayein. Sath hi doctor kobhiconsult kar lein taaki wo baby ko calcium aur iron ka supplement bata skaein.... See more