Hii friends mera ivf Aj positive aaya hai .25 August ko mera ivf hua tha. Kl sare check up hua aur Aj postive result aaya. Bt ek baat Dr. ne kaha growth aachi nhi hai 2o din medicine chalagi fir ultra sound hoga.asa sb sunkr bahut Daar lag raha .ye growth ka kya chakkr hai. aur kuch hoga toh nhi. bahut ghabrahat ho raha hai abhi hame Mera pair hath thande pad rah. Plz kisi ko kuch bhi Pta hi toh batna plz
Getting Pregnant
5 years ago
trying to conceive
Q: Hii friends mera ivf Aj positive aaya hai .25 August ko mera ivf hua tha. Kl sare check up hua aur Aj postive result aaya. Bt ek baat Dr. ne kaha growth aachi nhi hai 2o din medicine chalagi fir ultra sound hoga.asa sb sunkr bahut Daar lag raha .ye growth ka kya chakkr hai. aur kuch hoga toh nhi. bahut ghabrahat ho raha hai abhi hame Mera pair hath thande pad rah. Plz kisi ko kuch bhi Pta hi toh batna plz